Skip to main content

output devices,moniters and printer & about their type




output device kya hai
output devices)-output,input and processing ke baad ka step hai jaha ham apna output jan pate hai.jo apke dwara computer ko diya gaya hota hai.output ke madhyam se information jinhe ham storage device like--hard disk,floppy disk etc store kar apne prayog me late hai.output device ke udharan hai--printer,plasters,multimedia,projectar,speaker etc...
output device kitne prakar ke hote hai

niche output devices ki sachitra describe kiya gaya hai)-
Moniters)-yah ek softvisual device hai.jispar output dekha jata hai.yah technology ke anushar do prakar ka hota hai.
1-CRT(Cathode Ray Tube)-CRT technology me cathode ray tube lagi hoti hai.jo isme cathode kirane flarseen screen par girati hai aur reflect hokar picture banati hai.
ye do prakar ki hote hai.


(i)monochrome-ye black aur white picture dikhata hai.
(ii)color-isme teen prakar ke phasphorus jo ki red,green and blue color hone ke karan color picture banata hai.
(2)LCD(Liquid cristal display)-lcd technology liquid cristal display technology light ko modulate karke picture banati hai.thin film trangister matrix bhi pictire banati hai but matrix se light nahi nikalti hai lekin light imiting dovode me light yahi se nikalti hai. therefore picture quality good hoti hai.

printers-(printer ek output device hai jo computer se data recive kar ushka output hard copy ke roope me mudrit karta hai.printing quality ko dot par inch(DPI)me measure kiya jata hai.
how many types of printers-(printer kitne prakar ke hote hai)-printer do(two) prakar ka hota hai. (i) impact printer (ii) non impact printer

  1. impact printer-(impact printer wah printer wah printer hota hai jo ki print karte samay hammer dwara impration banata hai.
example-dot-matrix,daisy wheel printer,line printer etc...
-Dot Matrix-(DOt matrix printer,impact printer ka ek chhota prakar hota hai jo ink ribon par pin se strike kar charactor print karta hai.inme every pin ek dot chhodti hai aur en dot ke combination se koi akshar ya aakar banta hai.every charator ko chhapne ke liye bahut dot ki jarurat hotai hai.dot matrix printer ab jyada itemal nahi hota hai.inka istemal wahi hota hai jaha atyadhik mantra me page print karne hote hai.
2.Non-impact printer-(non-impact printer jo ki bina hammer kiye print karta hai.jaise inkjet printers and lesar jet printer.
          photo ke sath printer ki charcha niche
kiya gaya hai.

Inkjet printer-(inkjet printer isme jet ke madhyam se ionized ink spray magnetic pleton se hota hua sheet ya paper par document image or symble banata hai.is printer se high quality printing hoti hai.isase 300(DPI) ya adhik print ki quality me print kiya ja sakta hai.
Laser printer-(laser jet printer isme ek belnakar printer hota hai jise photo risepter kahate hai,par laser beem tab girati hai,jab paper print se nikalta hai.yah drum elictricaly positive charge hota hai,jispar laser beem pattern print karta hai.ek baar jab pattern drum par ban jata hai tab yah tonar catrej se ek layer banakar jo paper tonar hota hai par image print karta hai.generally tonar black hota hai but color printer ke cotrage me tonar place,magneta aur yellow colour ka hota hai.printing speed kaphi tej hoti hai iski DPI 600 or jyada hoti hai.



Comments

Eva Blog

Over 600,000+ Readers Get fresh content from Eva

Sponsor

Popular Posts

Popular Posts