Skip to main content

how to make a unique blog

        HOW TO CREATE A UNIQUE BLOG 

banaye apna own  free website blogger se)-friends yah ek paisa kamane ka sabse aasan tarika hai aur apna passion & knowledge share,dusaron ko kuchh sikhaane ka sabse aasan tarika hai jo google ke taraf se sabse aasan tarika hai free me website banane ka, to chaliye jante hai sabse bahitrin blog kaise banaye.

note-friends step by step jo niche jo bataya gaya hai ushko follow kare tab aap bana payenge ek saandar websit.

       create your own blog on blogger
  1. step 1)-sabse phale aap google me search kare blogger.com (agar appki email id pahale se hi ush browser me login hai ho to blogger apka email id hi mangega) create blog par click kare iske baad apna email id & password submit kare.
2.step 2)-ab apna web title ( website name ) choose kare jo app rakhna chahate ho.
app sabse pahele apna address name dale jo ap chahte hai agar blogger pe address name available ho to ushi name se title choose kare.


(title aur web address dono same rahana chahiye aur aur ji field me apko sbse jyada knowledge ho usi se related name rakhe)
3.step 3)-ab app apna template (theme) choose kare. aap apne hisab se blog kis bare me hai ush hisab se select kare.example-notable,simple,dynamic,picture window,etc.. jaise apko blog computer ke bare me share karta hai to- notable ya normal, ya aap picture post karte hai to picture window select kare.
aap ko agar koi confusion abhi bhi ho to niche diya gaya video dekh sakta hai.agar phir bhi confusion ho to mughe comment kare bataye ki post kaisa raha aur apko kya problum hai.

Comments

Post a Comment

Eva Blog

Over 600,000+ Readers Get fresh content from Eva

Sponsor

Popular Posts

Popular Posts